Shahid Ayub
January 29, 2015
0
Aik bay rang sa manzar hai kahan tak
sochon
zindagi main terey baray main kahan
tak sochon
Phenknay walay nay tu door say pathar
phenkay
aur main sirf paroosi k makaan tak
sochon
Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa
hai
main tujhay sooch k reh jaaon yahan
tak sochon
Loog jis mor per ghabra k bechar
jaatay hain
tujh say milnay ka yaqeen ho tu wahan tak
sochon>>>ShahiD<<<