Shahid Ayub
June 04, 2015
0
Bohat khamosh reh kar jo sazain mujh ko deta tha
Baray sundar se jazbon ki wafain mujh ko deta tha.
kabi jo dard ki atish sulagne mujh ko lagti thi
Wo apni saans ki mehkti hawain mujh ko deta tha.
Usay may ajnabi samjha magar har mor par wo
Apnay naam ki sari duain muj ko deta tha...SHAHID...