Tuesday, July 14, 2015
Jhuke Ga Aasmaan Zameen Bhi Dagmagaye Gi
Shahid Ayub
July 14, 2015
0
Jhuke Ga Aasmaan Zameen Bhi Dagmagaye Gi
Ye Meri Sar-Parasti Kabhi To Rang Laye Gi
Mere Qadmon K Nishaan Bhi Banenge Misaal
Dasht-e-Duniya Yahan Kabhi To Sar Jhukaye Gi
Abhi Chota Hun Nadaan Hun Teri Basti Me
Ek Din Teri Hi Basti Mujhe Bara Banaye Gi
Ugte Suraj Ko Karte Hain Sab Salaam ShamsMeri Hasti Bhi Ye Kar K Kabhi Dikhaye Gi...
Monday, June 22, 2015
Koi To Ho Jo Aa K Sambhale Mujh Ko
Shahid Ayub
June 22, 2015
0
- Koi To Ho Jo Aa K Sambhale Mujh Ko
- Apni Palkon Pe Apne Dil Main Basa Le Mujh Ko
- Reza Reza Hai Meri Zaat Koi Ekatha Kar De
- Apne Hathon Se Koi Phir Se Sanwary Mujh Ko...
Ta'aluq Rakh Liya Baqi Yakeen Tor Aya Hun
Shahid Ayub
June 22, 2015
0
Ta'aluq Rakh Liya Baqi Yakeen Tor Aya Hun
Kisi Ka Sath Dena Tha Kisi Ko Chor Aya Hun
Tumhare Sath Jeene Ki Qasam Khane Se Kuch Pehle
Main Kuch Yaadein, Kayi Qasmein Kahin Pe Tor Aya Hun...ShAhID...
